WARNING: really boring stuff....read them at ur own risk

Saturday, August 25, 2007

tere bina


tere bin...lagta nahi kuchh kiya
tere bin...tanha hai dil mera


dhoondhta hoon tujhe har pal main kahin
mujhse naraaz ho gayi hai hai yeh zindagi meri
saans leta hoon par kiske liye
dil dhadkta hai magar kiske liye
tere bin...main hoon akela
tere bin...har lamha hai vaeeraana


milne ki chahat hai tujhse har ghadi
sab paas hai par hai kahin koi kami
chhane laga hai mujhpe tere bina tera nasha
mausam lag raha hai badguma
tere bin ...jaane kya ho gaya
tere bin.....main kahan kho gaya

0 comments: